Monday, April 30, 2007

khush khabri

namaste,
Aaj ki taaza khabar ye hai ki, Asha( Rakhi Preeti ki mummy) ki delievery ho gayi. Bataye delivery main kya hua hoga????? Jaldi Guess karye time nahin hai. Koi bat nahin, hum batade te hain........... LADKA!!!!!!!!!!!!
Thank god ki uske ladka hua nahin to woh cricket team khadi kardete jab tak ladka nahin hota. Bas aaj ki taaza khabar yehi hai. maaf karyega, hamari khabar kuch zyada late hogayi. Ab hum aapse kal milenge.